Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Dil Dhadkaata Hai
Album Name:  फीयर
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

ishq ishq ishq ishq.........

(ishq ishq ishq ishq.........
dil dhadkaata hai, hosh udaata hai - 2
ishq bhi kya cheez hai jaane jaana) - 2
ishq ishq ishq ishq.........

(khayaalon mein bechainiyaan, jasbaat mein ik tufaan hai
tere bina abb ek pal, jeena nahi abb aasaan hai) - 2
saanson ki saanson ki hulchal ko, jeene de jeene de iss pal ko
aise na aise na tadpaao, seene se seene se lag jaao
ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
ishq ishq ishq ishq.........
dil dhadkaata hai, hosh udaata hai
ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
ishq ishq ishq ishq.........

(jaane kahaan le jaayegi, mujhko meri yeh deewaanagi
ik pal sukuun lene na de, dil ko mere yeh dil ki lagi) - 2
chhede hai chhede hai tanhaayi, baichaini baichaini si hai chhayi
jahaan bhi jahaan bhi yeh nazar, tera hi tera hi manjar hai
ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
ishq ishq ishq ishq.........
dil dhadkaata hai, hosh udaata hai
ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
ishq ishq ishq ishq.........

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button