Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Dil Ka Guldasta
Album Name:  वचन
Singer Names: किशोर कुमार,Sharda,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

ki : dil ka guldasta baanhon ka haar 
saath mein iske bahut sa pyar  -2 
lekar aaya sarkaar kar lijiye sweekaar  -2 
sha : ho ho hamne kiya sweekaar ( mere yaar )  -2 

ki : thande mausam mein aag ye kaisi lagi 
sha : haay 
ki : kaise mod pe a gayi zindagi 
sha : achha 
ki : bin piye aaj ye kya hamko ho gaya 
sha : ho ho 
ki : pyaar ka har taraf chaane laga hai nasha 
sha : maar daala 
ki : chaane laga hai nasha  -2 
sha : dil ka guldasta ... 
ki : lekar aaya sarkaar ... 
sha : haan-haan kar to liya sweekaar ... 

ki : khoye ham rahe in gori-gori baanhon mein 
reshami zulf ki pyaari-pyaari chhaanv mein 
gam bhi koi aane na paayega jahaan 
pyaar ki bastiyaan ham basaayenge vahaan -3 
do : are dil ka guladasta ... 

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button