Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Dil Lagaane Ki Sazaa
Album Name:  एक रिश्ता
Singer Names: अल्का याग्निक,कुमार सानू,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--FEMALE--
Dil lagaane ki sazaa to na doge tum
Mujhko chaahat mein dagaa to na doge tum

--MALE--
Main tera ho chuka hoon, tu meri ho chuki hai
Tu meri nazron mein deewani kho chuki hai
Hey, karle mera yakeen
Deewana main deewana
Main tera hoon deewana) - 2

--FEMALE--
Dil lagaane ki sazaa to na doge tum
Mujhko chaahat mein dagaa to na doge tum

--MALE--
Mujhe hai teri aarzoo
Mujhe hai teri justaju
Mujhe hai tumse pyaar

--FEMALE--
Yun karke mujhse aashiqui
Badal na jaana tum kabhi
Kasam do mujhko yaar

--MALE--
Hey, hey, haan

--FEMALE--
Yun hansaakar phir rulaa to na doge tum
Dil lagaane ki sazaa to na doge tum

--MALE--
Main tera ho chuka hoon, tu meri ho chuki hai
Tu meri nazron mein deewani kho chuki hai
Hey, karle mera yakeen
Deewana main deewana
Main tera hoon deewana) - 2

--FEMALE--
Aah aah aah aah aah, aah aah
Aah aah aah, aah aah aah
Aah aah aah aah aah, aah aah

--MALE--
Hai dil mein teri dhadkanein
Labon pe tera naam hai
Tu meri pyaas hai

--FEMALE--
Tere daaman se chhootke
Bikhar na jaaoon tootke
Tu meri aas hai

--MALE--
Hey, hey, haan

--FEMALE--
Meri duniya ko mitaa to na doge tum
Dil lagaane ki sazaa to na doge tum

--MALE--
Main tera ho chuka hoon, tu meri ho chuki hai
Tu meri nazron mein deewani kho chuki hai
Hey, karle mera yakeen
Deewana main deewana
Main tera hoon deewana

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button