Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Dil Mera Dil Hai Akela
Album Name:  लव के लिये कुछ भी करेगा
Singer Names: Udit Narayan,
Lyricist Name:  Abbas Tyrewala
Music Director: Vishal
 

--MALE--
(Dil mera dil hai akela
Dhoonde re dhoonde re laila) - 2
Anju ki aankhon mein, Paro ki palkon mein
Neha ke nakhren mein, Nina ke nakshen mein
Geeta ke gaalon mein, Bobby ke baalon mein
Shaalu ki, haai galiyon mein
Dil mera dil hai akela
Dhoonde re dhoonde re laila
Arre dil mera dil hai akela
Dhoonde re dhoonde re laila
Anju ki aankhon mein, Paro ki palkon mein
Geeta ke gaalon mein, Bobby ke baalon mein
Shaalu ki

Pooja ke pairon ki pooja karoon
Dil bole kaam na duja karoon
Radha ki raunak se raina saje
To apne aap hi bansi baje
Jyoti ki lau mein jaloon
Chanchal ke sang chaloon

--CHORUS--
Anju ki aankhon mein, Paro ki palkon mein
Neha ke nakhren mein, Nina ke nakshen mein
Geeta ke gaalon mein, Bobby ke baalon mein
Shaalu ki

--MALE--
Haai, haai, haai, galiyon mein
(Dil mera dil hai akela
Dhoonde re dhoonde re laila) - 2

Dhoondoon Anamika ke naam ko
Parwaana Shama ka hoon shaam ko
Ruby ki pehnoon angoothi main
Baatein nahin karta hoon jhooti main
Sapna ke sapne bonoon
Seema mein seemit rahoon

--CHORUS--
Anju ki aankhon mein, Paro ki palkon mein
Neha ke nakhren mein, Nina ke nakshen mein
Geeta ke gaalon mein, Bobby ke baalon mein
Shaalu ki

--MALE--
Haan, haan, galiyon mein
Dil mera dil hai akela
Dhoonde re dhoonde re laila
Haai, dil mera dil hai akela
Dhoonde re dhoonde re laila
Anju ki aankhon mein, Paro ki palkon mein
Geeta ke gaalon mein, Bobby ke baalon mein

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button