Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Dil Mere Na Aur
Album Name:  फिदा
Singer Names: Udit Narayan,अल्का याग्निक,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Dil mere na aur intezaar kar - 2
Dil mere na, dil mere na aur intezaar kar
Ishq hai to ishq ka izhaar kar - 2

Dil mere na aur intezaar kar
Dil mere na, dil mere na aur intezaar kar
Ishq hai to ishq ka izhaar kar - 2

I love you love you like crazy
I want you want you like crazy
Kisi aur ki na hone doon main
Meri zindagaani hai tu
Jise raat din main padhta raha
Meri voh kahaani hai tu

Maine teri baaton pe yakeen kar liya
Baahon ki panaahon mein tujhe bhar liya, aa jaa
Jaan kehti hai, jaan kehti hai mujhpe jaan nisaar kar
Ishq hai to ishq ka izhaar kar - 2

I love you love you like crazy
I want you want you like crazy

Deewaanon se bhi deewaana hai tu
Teri zid se haari hoon main
Mere saathiya mujhe hai pata
Teri beqaraari hoon main

Khwaabon mein khayaalon mein basaake rakhoon
Main to tujhe palkon mein chhupaake rakhoon, aa jaa
Mehbooba tu, mehbooba tu mera aitbaar kar
Ishq hai to ishq ka izhaar kar - 2

(I love you love you like crazy
I want you want you like crazy) -2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button