Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Dilruba Dilruba
Album Name:  ताज महल (नयी)
Singer Names: हरिहरन,प्रीति उत्तम सिंह,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

aa bhi ja dilruba- 2

seene main bhi toofan hain dariya main bhi toofan hain
is paar mera dil hain us paar meri jaan hai
aai ishq mujhe le chal - 3
majdhar ki raahon se kashti ko nikalna hain
kitni bhi padi mushkil milna hain to milna hain
najuk hain bahut yeh pal - 2 aaih ishq mujhe le chal
aa bhi ja dilruba

maana ki dilon par hain pabandi jamane ki
deti hain khabar phir bhi dhadkan tere aane ki
dil main hai ajab hulchul - 2
dil ishq main hain pagal
aa bhi ja dilruba
gunji hain fazaoon main aawa mohabbat ki -2
dhal jaye kisi surat yeh raat qayamat ki -2
har saans lage bojhal - 2
dil ishq main hain pagal 
seene main bhi toofan hain dariya main bhi toofan hain
is paar mera dil hain us paar meri jaan hai
aai ishq mujhe le chal - 4

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button