Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Ding Dong
Album Name:  कुछ तो है
Singer Names: के. के.,Sunidhi Chauhan,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: Anu Malik
 

Mehbooba Mehbooba Mehbooba Mehbooba
Tu Hai Mere Dil Ka Ajooba Ajooba Ajooba
Tere Ishq Ki Deewangee Sarpe Chadhke Bole
Tere Ishq Ki Deewangee Sarpe Chadhke Bole
Tune Kya Kiya Yeh Kya Hua Dil Ding Dong Ding Dole
Dil Ding Dong Ding Dole
Tere Ishq Ki Deewangee Sarpe Chadhke Bole
Tere Ishq Ki Deewangee Sarpe Chadhke Bole
Tune Kya Kiya Yeh Kya Hua Dil Ding Dong Ding Dole
Hey Dil Ding Dong Ding Dole

Nazren Mila Ke Palke Jhukayi
Apna Deewana Mujhko Banaye
Nazren Mila Ke Palke Jhukayi
Apna Deewana Mujhko Banaye
Aisi Baaton Se Kuch Hota Hai
Neend Udti Hai Chain Khota Hai
Mujhe Baahon Mein Ab Aane De
Jaadoo Ka Jaadoo Chaane De
Mujhe Baahon Mein Ab Aane De
Jaadoo Ka Jaadoo Chaane De
Hai Kasam Tujhe Aise Na Mujhe Tadpa
Tere Kaap Ki Aawaargee Sarpe Chad Ke Bole
Tune Kya Kiya Yeh Kya Hua Dil Ding Dong Ding Dole
Hey Dil Ding Dong Ding Dole

Sola Baras Ko Main Ne Sambhala
Is Dil Ko Tune Mushkuil Mein Daala
Sola Baras Ko Main Ne Sambhala
Is Dil Ko Tune Mushkuil Mein Daala
Is Umar Mein Hi Dil Dhadakta Hai
Milne Julne Ko Yeh Tadapta Hai
Ab Tanhayi Tadpati Hai
Bechaini Badhti Jaati Hai
Ab Tanhayi Tadpati Hai
Bechaini Badhti Jaati Hai
Yeh Dard Hai Kya Yeh Pyaas Hai Kya 
Itna To Mujhe Samjha
Yeh Bekhudi Yeh Aashiqui Sarpe Chad Ke Bole
Tune Kya Kiya Yeh Kya Hua Dil Ding Dong Ding Dole
Dil Ding Dong Ding Dole

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button