Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Do Nain Haay Haay
Album Name:  दादा
Singer Names: मुकेश,Usha Khanna,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

do nain haay haay tere do nain -2
rangeen chalakte pyaale kehne ko hain bhole-bhaale
hain aag lagaane vaale
do nain haay haay ...

do nain haay haay tere do nain -2
maasuum bade sharmeele ye jaam jo koi pee le
jee bhar ke jahaan mein jee le
do nain haay haay ...

sabse niraale nain hain tere jinke hain deewane sabhi
jaane kitne roop hain inke zahar hain kabhi amrit hain kabhi
jab chaahe sharabi kar de har cheez gulabi kar de
ik pal mein Karabii kar de
do nain haay haay ...

uthate-jhukate in naino mein ikraar aur inkaar bhi hai
badali-badali in nazaro mein gussaa bhi hai pyar bhi hai
puchho na fasana inkaa chuke na nishana inkaa
hai aaj zamaanaa inka
do nain haay haay ...

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button