Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Do Rang Duniya Ke
Album Name:  दो रास्ते
Singer Names: मुकेश,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

do rang duniya ke aur do raaste -2
do roop jeevan ke jeene ke waaste
do rang duniya ke aur do raaste

soch samajh ke paav rakhe
samjha do har deewane ko -2
ik rasta mandir ko jaaye
ik jaaye maikhane ko -2
raasta bhul na jaaye
raahi dhokha na khaaye

do rang duniya ke aur do raaste
do roop jeevan ke jeene ke waaste
do rang duniya ke aur do raaste

ek hain aise log jo
auron ki Khatir jeete hain -2
dusare wo jo apni Khaatir
apno ka Khoon bhi peete hain -2
koi phool khilaaye
koi kaante bikhraaye

do rang duniya ke aur do raaste
do roop jeevan ke jeene ke waaste
do rang duniya ke aur do raaste
aur do raaste

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button