Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Door Na Ja Mujhse
Album Name:  सपने
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Ooh ooh aah...
Door na ja mujhse
Paas aa
Kehta hoon tujhse 
Paas aa
Mera tan pyaasa mann pyaasa 
Nahin mujhko chein zara se
Mere ang ang mein angaarey

Door na ja mujhse
Paas aa
Kehta hoon tujhse 
Paas aa
Mera tan pyaasa mann pyaasa 
Nahin mujhko chein zara se
Mere ang ang mein angaarey
Door na ja mujhse
Paas aa
Door na ja mujhse haan mujhse
Paas aa

Sulagti saansein tarasti baahein hain meri
Jahaan bhi tu hai wahin nigaahein hain meri
Hai chaand jaisa ye chehra tera badan tera sooraj
To phir ye kyon hai ki yoon andheri saari raahein hain meri
Tere ye ujaale main baahon mein bhar loon
Tujhe chhooke khud ko amar aaj kar loon
Machal raha hai dil mera

Door na ja mujhse
Paas aa
Kehta hoon tujhse 
Paas aa

Ooh ooh ahh..

Kabhi to hoga ye haath mere haathon mein
Kabhi to chhalke pyaar teri baaton mein
Kabhi to pighlenge tere tanmann mere kareeb aake
Kabhi to tootenge saare bandhan mehki mehki raaton mein
Teri aarzoo mein ja karta hoon jaanam
Na jeeta hoon jaanam na marta hoon jaanam
Tadap raha hai dil mera

Door na ja mujhse
Paas aa
Kehta hoon tujhse 
Paas aa
Mera tan pyaasa mann pyaasa 
Nahin mujhko chein zara se
Mere ang ang mein angaarey
Door na ja mujhse
Kehta hoon tujhse 
Door na ja mujhse
Kehta hoon tujhse 
Aa..

Ooh ooh aah..
Door na ja mujhse
Paas aa
Kehta hoon tujhse 
Paas aa
Mera tan pyaasa mann pyaasa 
Nahin mujhko chein zara se
Mere ang ang mein angaarey
Door na ja mujhse
Paas aa
Kehta hoon tujhse 
Paas aa
Mera tan pyaasa mann pyaasa 
Nahin mujhko chein zara se
Mere ang ang mein angaarey
Door na ja mujhse
Paas aa
Door na ja mujhse haan mujhse
Paas aa .

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button