Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Duniya Ke Haadson Se
Album Name:  यार का दीदार चाहिये
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

duniya ke haadson se tune mujhe bachake - 2
bemaut maar daala - 2 ehsaan jata jata ke
duniya ke haadson se tune mujhe bachake - 2

tera chamakte suraj ehsaan main na lunga - 2
ehsaan main na lunga
kar lunga main ujaala khud apana ghar jalake - 2
bemaut maar daala - 2 ehsaan jata jata ke
duniya ke haadson se tune mujhe bachake - 2

main toot bhi gaya toh mujh mein chamak rahegi - 2
mujh mein chamak rahegi
aaina pathharon se kehta hain muskurake - 2
bemaut maar daala - 2 ehsaan jata jata ke
duniya ke haadson se tune mujhe bachake - 2

tumse bichhad ke aalam mein ham jee nahi sakenge - 2
hum jee nahi sakenge
dekho daga na dena apana mujhe banake - 2
bemaut maar daala - 2 ehsaan jata jata ke
duniya ke haadson se tune mujhe bachake - 2









Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button