Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Ek Chaand Aasmaan Pe Hai
Album Name:  मुझे प्यार से मतलब
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

ek chaand aasmaan pe hai
ek chaand iss zameen pe hai
ek chaand aasmaan pe hai
ek chaand iss zameen pe hai
aasmaan ka chaand sabka hai - 2
iss zameen ka chaand mera hai
ek chaand aasmaan pe hai
ek chaand iss zameen pe hai

saajan more ghar aayo re 
aayo re more ghar aayo re
mere chaand har adaa mein
mohabbat se liptu vafaa hai
har rang ismein hai shaamil
yeh mere khushi ki sadaa hai
mere chaand har adaa mein
mohabbat se liptu vafaa hai
har rang ismein hai shaamil
yeh mere khushi ki sadaa hai
bejaan woh chaand sabka hai - 2
tu jaana chaand mera hai
ek chaand aasmaan pe hai
ek chaand iss zameen pe hai

saanvre baanwre yeh naina
kare tere ???
mere chaand ki hai yeh khubi
saanson ki yeh hawaayen iski
mehkaaye saari fizzayen
hai iske karishmein ajab hi
mere chaand ki hai yeh khubi
saanson ki yeh hawaayen iski
mehkaaye saari fizzayen
hai iske karishmein ajab hi
woh fasana chaand sabka hai
aur yeh taran chaand mera hai
ek chaand aasmaan pe hai
ek chaand iss zameen pe hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button