Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Ek Ladki Bas Gayi
Album Name:  जाल - द ट्रेप
Singer Names: Udit Narayan,Saswati Phukan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Ek ladki bas gayi mere mann mein - 2
Jaan base jaise dhadkan mein
Oye oye oye ek ladki bas gayi mere mann mein
Jaan base jaise dhadkan mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana

Ek ladki bas gayi mere mann mein
Jaan base jaise dhadkan mein

Har taraf mujhko vohi voh nazar aaye - 2
Dil ko chain na aaye, aankhon mein neend na aaye - 2
Phool khile mann ke madhuban mein - 2
Ek ladki bas gayi mere mann mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana

Hey hey, eh, hey
Raat hai zulfein, chehra yun savera ho - 2
Lagta hai jaise chaand ko baadalon ne ghera ho - 2
Dil de baitha main ek pal mein - 2
Ek ladki bas gayi mere mann mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana

Dekhkar usko kho gaya main khwaabon mein - 2
Rakha hai usko dil mein yun jaise phool kitaabon mein - 2
Jaadu hai uske yauvan mein - 2
Ek ladki bas gayi mere mann mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana
Ho ho ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho ho ho

Ek ladki bas gayi mere mann mein
Jaan base jaise dhadkan mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana

Ek ladki bas gayi mere mann mein

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button