ek teer chala dil pe laga
haai mera dil - 2
ek thes lagi thes lagi
tuut gaya dil
haai mera dil - 2
aye aansuon aao jal bes bachao - 2
seene mein mohabbat ki lagi aag jala dil - 2
haai mera dil - 3
mushkil tha bachana aaisa tha nishana
chaha toh bahut dil ko bachana na bacha dil
haai mera dil - 3
ki maine jo fariyaad kisne kiya barbaad
kisne kiya barbaad
dil ne kaha nazron ne toh nazron ne kaha dil - 2
haai mera dil - 3
|