Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Gali Gali Mein Gaanaa
Album Name:  याद रखेगी दुनिया
Singer Names: अमित कुमार,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

chorus: chham chham -3

a: ( gali gali mein gaanaa, gaake dhoom machaanaa -2
galiyoN mein aane jaane vaale kahte hain hamen..
deevaane chorus: aa haa
a: mastaane chorus: aa haa
a: deevaane chorus: aa haa
a: mastaane ) -2

chorus: aa.., aa..
chham chham chham, chham chhchham, chham chham chham -2

a: masti mein choor hai, na koi hai fikar
har Gham se door hai, na kisi ka hai Dar
har ghaDi bekhudi, har ghaDi hai nashaa
zindagi jeene ki ye bhi hai ek adaa
KhushiyoN se aabaad hain aaj se ham aazaad hain
galiyoN mein aane jaane vaale kahte hain hamen..
deevaane chorus: aa haa
a: mastaane chorus: aa haa
a: deevaane chorus: aa haa
a: mastaane

chorus: aa.. aa aa aa -2
a: bum bum bum, bumbum bum bum bum bum bum bum
bum bum bum, bumbum bum bum haa
vaaN.. , vaaN vaaN vaaN vaaN
bum bum bum, bumbum bum bum bum bum bum bum
bum bum bum, bumbum bum bum haa

a: ham kabhi na jhuken, jhuk gayaa ye jahaaN
ham kahin na ruke, ruk gayaa ye jahaaN
chal paDe ham javaaN looTne mastiyaaN
rok le jo hamen, dam hai kis mein yahaaN
samjho na bekaar hain, ham yaaroN ke yaar hain
galiyoN mein aane jaane vaale kahte hain hamen..
deevaane chorus: aa haa
a: mastaane chorus: aa haa
a: deevaane chorus: aa haa
a: mastaane 
gali gali mein gaanaa, gaake dhoom machaanaa
ga ga ga gali gali mein gaanaa, gaake dhoom machaanaa 
galiyoN mein aane jaane vaale kahte hain hamen..
deevaane chorus: aa haa
a: mastaane chorus: aa haa
a: deevaane chorus: aa haa
a: mastaane 

chorus: aa haa -8

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button