garaj-garaj ghir aaye baadar
umad-ghumad kar chhayein
jal-thal kar di baras-baras ghan
garaj-garaj ghir aaye baadar
aa aa aa
garaj-garaj ghir aaye baadar
umad-ghumad kar chhayein
jal-thal kar di baras-baras ghan
garaj-garaj ghir aaye baadar
dhalati bojhal uthin ghataayein - 2
nagari-nagari juum ke chhaayein
ras-buundan ki pade phuhaar
chale pawaniya sanan-sanan ghan
garaj-garaj ghir aaye baadar |