Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  घर में बजते धुन को सुन कर
Album Name:  वाया दार्जिलिंग
Singer Names: चित्रा,
Lyricist Name: 
Music Director: प्रबुद्ध बनर्जी
 

Ghar Mein Bajthe Dhun Ko Sun Kar
Cham Se Kodhe Baarish Aaye
Aur Yeh Kohre Ki Woh Chaadar
Khidikiyon Pe Khadi Muskaaye
Ghar Mein Bajthe Dhun Ko Sun Kar
Cham Se Kodhe Baarish Aaye
Hai Hawa Ki Sang Udti Kuch Fuhaare Titiliyon Se
Aa Ke Baitti Mere Dhar Pe Jaise Woh Kuch Kehne Aayi
Ghar Mein Bajthe Dhun Ko Sun Kar
Cham Se Kodhe Baarish Aaye
Aur Yeh Kohre Ki Woh Chaadar
Khidikiyon Pe Khadi Muskaaye

Sard Raaton Mein Tipak Kar, Baite Baahar Raaston Par
Sard Raaton Mein Tipak Kar, Baite Baahar Raaston Par
Puchti Hai Aate Jaate Logon Se Yeh Kuch Ghabraaye 
Baadalon Mein Khojti Kuch Gaal Par Rakh Kar Hateli
Apne Hi Bhoondon Ki Ladiyon Mein Khadi Hai Woh Akele
Bheega Tann Hai Namm Hai Aankhen 
Phir Bhi Haste Khil Khilaate 
Mere Ghar Mein Haste Gaate 
Jaise Hai Woh Rehne Aaye
Hai Hawa Ki Sang Udti Kuch Fuhaare Titiliyon Se
Aa Ke Baitti Mere Dhar Pe Jaise Woh Kuch Kehne Aayi
Ghar Mein Bajthe Dhun Ko Sun Kar
Cham Se Kodhe Baarish Aaye

Yaadon Ki Le Kar Khazaane Aayi Sab Ko Yeh Mana Ne
Ponchti Hai Gile Haaton Se Mere Bheege Sasaane
Yaadon Ki Le Kar Khazaane Aayi Sab Ko Yeh Mana Ne
Ponchti Hai Gile Haaton Se Mere Bheege Sasaane
Sab Ko Bhula Ke Na Jaane Yeh Jaaye Kahaan
Khojti Hai Sab Ki Aankhen Kaun Aaya Tha Yahaan Pe
Sab Ka Mann Woh Bharne Aayi
Aur Yeh Kohre Ki Woh Chaadar
Khidikiyon Pe Khadi Muskaaye
Aa Ke Baitti Mere Dhar Pe Jaise Woh Kuch Kehne Aayi

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button