Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Gori Tera Nakhra
Album Name:  आशिक
Singer Names: अल्का याग्निक,Udit Narayan,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: Sanjeev
 

--MALE--
 Gori tera nakhra dil ko bhaaye
 Teri adaa to aag lagaaye
 Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
 Teri adaa to aag lagaaye

--FEMALE--
 I love you dil yeh kehta hai
 Dil mein tu hi rehta hai
 Saanson mein tera pyaar behta hai

--MALE--
 Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
 Teri adaa to aag lagaaye

(Dekho dekho dekho, dil yeh mera
 Kaisi kaisi baatein karta hai) - 2
 Dekh ke tujhko jeeta hai
 Yeh chehre pe tere marta hai

--FEMALE--
 Rehke tujhse door sanam main bhi aahein bharti hoon
 Sirf tumhaari chaahat hai, par kehne se darrti hoon

--MALE--
 Aisa kehke mujhko yaara tune kiya ghaayal
 Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
 Teri adaa to aag lagaaye

(Duniya mein laakhon husn waale
 Koi nahin tere jaisa hai) - 2
 Honge bade manju is jahaan mein
 Koi nahin aashiq aisa hai
 
--FEMALE--
 Dekh ke yeh deewanapan teri baatein maan gayi
 Tu mera sacha aashiq hai, jaaneman pehchaan gayi
 
--MALE--
 Pyaar mein tere jaane jaana main to hua paagal
 Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
 Teri adaa to aag lagaaye

--FEMALE--
 I love you dil yeh kehta hai
 Dil mein tu hi rehta hai
 Saanson mein tera pyaar behta hai

--MALE--
 Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
 Teri adaa to aag lagaaye

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button