Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Haan Mera Deewanapan
Album Name:  दीवानापन
Singer Names: Shaan,Sunidhi Chauhan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--MALE--
Hey hey hey hey, hey hey hey
Haan mera deewanapan kuch kaam to aaya - 2
Oh, haan mera deewanapan kuch kaam to aaya
Hey, aaj tere honton pe mera naam to aaya
Mera naam to aaya
Tu ru ru, tu ru ru, tu ru ru ru - 2
--FEMALE--
Haan mera deewanapan kuch kaam to aaya
Ho, haan mera deewanapan kuch kaam to aaya
Ho, aaj tere honton pe mera naam to aaya
Mera naam to aaya
Tu ru ru, tu ru ru, tu ru ru ru - 2
Dil ki duaa, mere dil ki duaa
Tere dil pe asar kar gayi
Teri kasam, mere bhole sanam
Tujhe dekha to main mar gayi
--MALE--
Bechain tha main kayi shyaam se
Ek pal na beeta aaraam se
Teri pyaas thi
--FEMALE--
Teri chaah thi
--MALE--
Tujhe paa liya
Ho, haan mera deewanapan
--FEMALE--
(Deewanapan)
--MALE--
Kuch kaam to aaya
--FEMALE--
Ho, haan mera deewanapan
--MALE--
(Deewanapan)
--FEMALE--
Kuch kaam to aaya
Yeh to bata, mujhe yeh to bata
Hai tere ishq mein kya nasha
Main bin piye ladkhadaane lagi
Tune jaadu yeh kya kar diya
--MALE--
Baahon mein aa, main tujhe thaam loon
Tere in labon ka haseen jaam loon
--FEMALE--
Nayi bekhudi
--MALE--
Nayi aashiqui
--FEMALE--
Nayi har khushi
Ho, haan mera deewanapan
--MALE--
(Deewanapan)
--FEMALE--
Kuch kaam to aaya
--MALE--
Ho, haan mera deewanapan
--FEMALE--
(Deewanapan)
--MALE--
Kuch kaam to aaya
--BOTH--
Hey, aaj tere honton pe mera naam to aaya
Mera naam to aaya
Tu ru ru, tu ru ru, tu ru ru ru - 4

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button