Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Haan Mujhe Thaam Le
Album Name:  रोक सको तो रोक लो
Singer Names: अल्का याग्निक,बाबुल सुप्रियो,
Lyricist Name:  प्रसून जोशी
Music Director: Jatin Pandit
 

--FEMALE--
Sapnon ka voh jahan le chal mujhe vahan - 2
Teri hi khushboo ho jahan
Haan mujhe thaam le, tu rahe saamne - 2

--MALE--
Sapnon ka voh jahan aaja chale vahan
Teri hi khushboo ho jahan
Haan tujhe thaam le, main rahoon saamne - 2

--FEMALE--
Ho rang deewaaron pe titliyon ne bhare
Aur saamne aangan pe dhoop jhilmil kare
Keh di hai yehi baat rang bhari har subaah shaam ne

--MALE--
Haan tujhe thaam le, main rahoon saamne

--FEMALE--
Haan mujhe thaam le, tu rahe saamne
Ta ri ra ra ri ra ri ra, ra ra ra ra ra ra

--MALE--
Hm hm hm, eh hey hey, eh hey hey hey hey hey
Boondon ki koi toli tujhko chheda kare
Jharnon ki meethi boli gaaye sang sang tere
Khwaab rimjhim kiye ek tere pyaar ke naam ne

--FEMALE--
Haan mujhe thaam le, tu rahe saamne

--MALE--
Haan tujhe thaam le, main rahoon saamne

--FEMALE--
Sapnon ka voh jahan le chal mujhe vahan - 2

--MALE--
Sapnon ka voh jahan aaja chale vahan

--FEMALE--
Teri hi khushboo ho jahan

--MALE--
Haan tujhe thaam le, main rahoon saamne

--FEMALE--
Haan mujhe thaam le, tu rahe saamne

--MALE--
Main rahoon saamne

--FEMALE--
Tu rahe saamne

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button