Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Ham Kochavaan Ham Kochavaan
Album Name:  वापस
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

ham kochavaan ham kochavaan 
ham kochavaan pyaare 
hain duniya bhar ke log hamaari 
aankhon ke taare 
ham kochavaan ... 

saari duniya ki hansi khushi 
saare sansaar ka gam 
le jaaye utha kar ham 
ham kochavaan ... 

koi pyaar karey ya vaar karen 
ham mast sada rehte 
aur munh se yahi kehte 
auro se hamein kya lena dena 
ham sab se nyaare 
ham kochavaan ... 

jab chaand se sudha barasti hain 
aur saari duniya hansti hain 
jab bichade do dil milne par 
har ujadi basti basti hai 
jab premi prem ki masti bhari 
mastaani taan udaate hain 
ham inko udhaar le jaate hain 
ham unko idhar le aate hain 
chalni hamaari tik-tik-tik-tik kar ke 
gaadi sab ke sahaare 
ham kochavaan ... 

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button