Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Hasaaye Bhi Rulaaye Bhi
Album Name:  डार्लिंग
Singer Names: Shaan,Tulsi Kumar,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

(yeh dil tere kadmo mein bichha doon
tere mehke khaabon ko saja doon) - 2
teri chaahaton ke sadke meri zindagi
abb toh jaane jaana mujhko teri aashiqi
hasaaye bhi, rulaaye bhi, sataaye bhi - 2

tere khayaalon mein, tere sawaalon mein ulajha rehta hoon main
kaise bataayuun main kya kya muhabbat ke sakhm sehta hoon main
meri panaahon mein, meri nigaahon mein, tera hi jalwa rava
meri tassabur mein, meri ibaadad mein, tera hi kissa bayaan
teri chaahaton ke sadke meri zindagi
abb toh jaane jaana mujhko teri aashiqi
hasaaye bhi, rulaaye bhi, sataaye bhi - 2

armaano ko mere deewaana karati hai teri labon ki hasin
mere toh lamhon pe teri hi chaahat ki chhaayi rahe bekhudi
meri tamanna ne mere dilon jaan pe aisa kiya hai asar
dekhu jahaan dekhu tere siva mujhko aaye na kuchh bhi nazar
teri chaahaton ke sadke meri zindagi
abb toh jaane jaana mujhko teri aashiqi
hasaaye bhi, rulaaye bhi, sataaye bhi - 2
yeh dil tere kadmo mein bichha doon
tere mehke khaabon ko saja doon
teri chaahaton ke sadke meri zindagi
abb toh jaane jaana mujhko teri aashiqi
hasaaye bhi, rulaaye bhi, sataaye bhi - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button