Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Honton Pe Bas Tera Naam Hai
Album Name:  ये दिल्लगी
Singer Names: लता मंगेशकर,कुमार सानू,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--FEMALE--
(Honton pe bas tera naam hai
Tujhe chaahna mera kaam hai) - 2
Tere pyaar mein paagal hoon main subh-o-shyaam
Jaanam I love you, you love me - 2

--MALE--
Honton pe bas tera naam hai
Tujhe chaahna mera kaam hai
Tere pyaar mein paagal hoon main subh-o-shyaam
Jaanam I love you, you love me - 2

--FEMALE--
Yeh raat soyi hai khoyi khoyi
Armaan mere hain jaage jaage
Yeh kya mujhe ho gaya

--MALE--
Zulfon ke saaye chilman banaaye
Aa main deewani inko hata doon
Dekhoon tera chehra

--FEMALE--
Deewaangi ka jaam hai
Tu ishq ka inaam hai

--MALE--
Tere pyaar mein paagal hoon main subh-o-shyaam

--FEMALE--
Jaanam I love you, you love me

--MALE--
Jaanam I love you, you love me

--FEMALE--
Thandi hawaayein jaadu jagaaye
Meri nigaahein hain pyaasi pyaasi
Chhaane laga hai nasha

--MALE--
Yeh gori baahein tujhko bulaaye
Aaja mita doon doori zara si
Ho na koi faasla

--FEMALE--
Dil ka yahi paigaam hai
Tu chain hai, aaraam hai

--MALE--
Tere pyaar mein paagal hoon main subh-o-shyaam

--FEMALE--
Jaanam I love you, you love me

--MALE--
Jaanam I love you, you love me

--FEMALE--
Honton pe bas tera naam hai

--MALE--
Tujhe chaahna mera kaam hai

--BOTH--
Tere pyaar mein paagal hoon main subh-o-shyaam

--FEMALE--
Jaanam I love you, you love me

--MALE--
Jaanam I love you, you love me

--FEMALE--
Jaanam I love you, you love me

--MALE--
Jaanam I love you, you love me

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button