Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Hum Dono Hai Khoye
Album Name:  ख्वाहिश
Singer Names: आशा भोंसले,Udit Narayan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Dhol Bajayo Rang Chadayo Dhoom Machayo Re
Naach Nachayo Shor Machayo Nain Milayo Re
Hum Dono Hai Khoye
Na Jage Hai Na Soye
Hum Dono Hai Khoye
Na Jage Hai Na Soye
Ke Ab Hosh Hum Ko Nahin
Are Are Are Mujhko Tum Sambhalo
Seene Se Laga Lo
Ke Hum Kho Na Jaye Kahin
Tujhe Baahon Mein Bharoon
Main Aaj Woh Karoon
Tujhe Baahon Mein Bharoon
Main Aaj Woh Karoon
Maine Aaj Tak Jo Na Kiya
Are Hum Dono Hai Khoye
Na Jage Hai Na Soye
Ke Ab Hosh Hum Ko Nahin
Are Are Are Mujhko Tum Sambhalo
Seene Se Laga Lo
Ke Hum Kho Na Jaye Kahin

Ambar Kyon Hilta Hai 
Dharti Kyon Ghumein Hai
Apne Sang Har Koi Masti Mein
Jhoomein Hai
Kitna Mazaa Aa Raha Hai
Ambar Kyon Hilta Hai 
Dharti Kyon Ghumein Hai
Apne Sang Har Koi Masti Mein
Jhoomein Hai
Kitna Mazaa Aa Raha Hai
Aaja Mitade Sabhi Dooriyan
Kuch Dair Thehro Hai Majbooriyan
Aao Chale Ghar Ho Chuki Hai Shaam
Hum Dono Hai Khoye
Na Jage Hai Na Soye
Ke Ab Hosh Hum Ko Nahin
Are Are Are Mujhko Tum Sambhalo
Seene Se Laga Lo
Ke Hum Kho Na Jaye Kahin
Tujhe Baahon Mein Bharoon
Main Aaj Woh Karoon
Tujhe Baahon Mein Bharoon
Main Aaj Woh Karoon
Maine Aaj Tak Jo Na Kiya

Kab Tak Yun Bhatke Hum
Rasta Hai Anjana
Aise Mein Mushkil Hai
Manzil Ka Mil Paana
Raaste Mein Baitho Na Yun
Kab Tak Yun Bhatke Hum
Rasta Hai Anjana
Aise Mein Mushkil Hai
Manzil Ka Mil Paana
Raaste Mein Baitho Na Yun
Are Are Hum Aa Gaye Hai Na Jane Kidhar
Yeh Socho Poochenge Ab Kaise Ghar
Yeh Sochna Ab Tumhara Mere Jaan Hai Kaam
Hum Dono Hai Khoye
Na Jage Hai Na Soye
Ke Ab Hosh Hum Ko Nahin
Are Are Are Mujhko Tum Sambhalo
Seene Se Laga Lo
Ke Hum Kho Na Jaye Kahin
Tujhe Baahon Mein Bharoon
Main Aaj Woh Karoon
Tujhe Baahon Mein Bharoon
Main Aaj Woh Karoon
Maine Aaj Tak Jo Na Kiya
Tujhe Baahon Mein Bharoon
Main Aaj Woh Karoon
Maine Aaj Tak Jo Na Kiya

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button