Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Humare Desh Main
Album Name:  एक बेचारा
Singer Names: मुकेश,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

hamare desh mein kehte the har ladki hindustani
ya radha hai ya sita hai ya jhaansi ki rani
rama ho rama - 3

humne gaanv ke panghat pe bhai
humne gaanv ke panghat pe dekhi thi panihariyan
chakkar kha gaye hum to re bhaiya dekh shahar ki naariyan
ho ho

yaha sadke hain vaha galiya thi
yaha kaante hain vaha kaliya thi
vaha taanga tha yahaan tamtam hai
vaha gori thi yahaa madam hai
vaha paayal thi yahaa sandal hai
vaha jhumar tha yahaa pandel hai
vaha ghuunghat tha yahaa jalva hai
vaha shanti thi yahaa balva hai
baat - baat pe karti  hain ye ladane ki taiyaariyaa
chakkar kha gaye hum ...

koi bulbul hai koi titali koi shola hai koi bijali hai
koi M.A. hai koi B.A. hai koi-koi to P.A. hai
bas naam hi to ek asali hai baaqi jo hai sab naqali hai
kaisi doli kya barati kud chun le ye jeevan-saathi
( shaadii se pahale karatii hain ) - 2
aksar prem kuvaanriyaa
chakkar kha gaye hum ...

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button