Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  In Kadamon Ke Neeche
Album Name:  क्या कहना
Singer Names: अल्का याग्निक,कुमार सानू,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

In kadamon ke neeche shaayad ye mera dil hai
Dekho to kya aisi hi baat hai
In kadamon ke neeche shaayad ye mera dil hai
Dekho to kya aisi hi baat hai

Arre re thehro dekhti hoon
Najaane sheesha hai ki dil hai
Kuchh peiron ke neeche to hai

Arre in kadamon ke neeche shaayad ye mera dil hai
Dekho to kya aisi hi baat hai

Arre re thehro dekhti hoon
Najaane sheesha hai ki dil hai
Kuchh peiron ke neeche to hai

Mazey se jaag rahi thi main
Ye aa gaye kahan se tum
Mazey se jaag rahi thi main
Ye aa gaye kahan se tum
Ye raah-e-dil hi aisi hai
Jahan se hum wahin se tum
Arre haseenon ko sataana 
Phir sataake yoon muskuraana
Maza aaye humein sach to hai

In kadamon ke neeche shaayad ye mera dil hai
Dekho to kya aisi hi baat hai

Arre re thehro dekhti hoon
Najaane sheesha hai ki dil hai
Kuchh peiron ke neeche to hai

Badi ajab ye manzil hai
Kahin hoon main kahin dil hai
Badi ajab ye manzil hai
Kahin hoon main kahin dil hai
Sanam karein bhi kya hum tum
Ki ye sama bhi kaatil hai
Kam nahin tu bhi haseena
Rut ko kya ilzaam dena
Haan mujh mein bhi to ye sab hai

In kadamon ke neeche shaayad ye mera dil hai
Dekho to kya aisi hi baat hai

Arre re thehro dekhti hoon
Najaane sheesha hai ki dil hai
Kuchh peiron ke neeche to hai

Arre in kadamon ke neeche shaayad ye mera dil hai
Dekho to kya aisi hi baat hai.

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button