Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Is Tarah Pyaar Se
Album Name:  जानम
Singer Names: Udit Narayan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

(Is tarah pyaar se tumne dekha sanam
Kya kahe kya hua, hum rahe ab na hum
Tumhaara kya gaya, hamaara dil gaya
Ke ab dil ko sanam kahan dhoondenge hum) - 2
Is tarah pyaar se
Na hum jaante tumhe, na pehchaante ho tum
Yeh achchha nahin hai jo kiye tumne hosh gum
Tumhe yeh khabar hai kya yeh dard-e-jigar hai kya
Badi khoob dillagi mere saath tumne ki
Tumhaara kya gaya, hamaara dil gaya
Ke ab dil ko sanam kahan dhoondenge hum
Is tarah pyaar se
Tumhaare bina hamein na ab chain aayega
Hamaara khayaal to tumhe bhi sataayega
Yehi sach hai maan lo, na yun imtahaan lo
Judaa hoke jaao na, ke ab aazmaao na
Tumhaara kya gaya, hamaara dil gaya
Ke ab dil ko sanam kahan dhoondenge hum
Is tarah pyaar se tumne dekha sanam
Kya kahe kya hua, hum rahe ab na hum
Tumhaara kya gaya, hamaara dil gaya
Ke ab dil ko sanam kahan dhoondenge hum
Is tarah pyaar se tumne dekha sanam
Hm hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm hm

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button