Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Ishq Junoon
Album Name:  जानी दु्श्मन
Singer Names: Udit Narayan,अल्का याग्निक,प्रशांत,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Deewana Kar De Sabko 
Duniya Kya Hai Aalam Kya Hai
Ishq Mein Aashiq Paaye Rab
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai

Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda 
Hua Re Humme Ishq Hua 
Na Honge Kabhi Milke Juda 
Hua Re Humme Ishq Hua 
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda 
Hua Re Humme Ishq Hua 
Na Honge Kabhi Milke Juda 
Hua Re Humme Ishq Hua 

Bekarar Kar Diya Hai Bekarar Ho Gaye
Dono Ek Dusre Ki Chahaton Mein Kho Gaye
Na Tujhe Khayal Yaara Na Mujhe Khayal Hai
Tera Mera Aashiqi Mein Ek Jaisa Haal Hai 
Tera Mera Aashiqi Mein Ek Jaisa Haal Hai
Ishq Saja Ishq Maza Ishq Beena Hai Kya
Ishq Saja Ishq Maza Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda 
Hua Re Humme Ishq Hua 

Teri Ishq Jhuki Nazar Ko Pyaar Ka Salaam Hai
Mere In Labon Pe Dilbar Sirf Tera Naam Hai
Tu Ishara Kare To Main Zamana Chhod Doon
Na Karun Kisiki Ki Parwa Rasme Saari Tod Doon
Na Karun Kisiki Ki Parwa Rasme Saari Tod Doon
Ishq Haseen Ishq Jawan Ishq Beena Hai Kya
Ishq Haseen Ishq Jawan Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda 
Hua Re Humme Ishq Hua 
Na Honge Kabhi Milke Juda 
Hua Re Humme Ishq Hua 
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda 
Hua Re Humme Ishq Hua 
Na Honge Kabhi Milke Juda 
Hua Re Humme Ishq Hua 

Ishq To Hai Saason Ki Khushboo Ishq Dilo Ki Dhadkan Hai
Bin Jode Jo Jud Jaata Hai Ishq Aisa Bandhan Hai
Bandhan Hai Bandhan Hai 
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button