Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Ishq Kabhi Kariyo Na (Flea Market Trance Mix)
Album Name:  मुसाफिर
Singer Names: Sunidhi Chauhan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Ishq na kar ke dariyo, ishq hi kariyo na
Mar gaye ishq mein aashiq, aashiq baniyo na 
Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na -2
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2
Ishq da rasta bada kathhin, ye rasta badhhiyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2

Jogiyon ko haay jaise jog lag jaate hain
Aashiqon ko pyaar waale rog lag jaate hain
Akhiyon hi akhiyon mein raat kat jaati hai
Bhukh mar jaati hai, neend loot jaati hai
Dil na chain se jeene dega, dil ki suniyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2

Dil waala dhhundhhta hai dil ka thhikaana
Galiyon mein ghoomta hai banke diwaana
Seene mein lagne de duniya ke taane
Bante hain ban jaane dein sau fasaane
Baat bane toh thheek warna zid pe adiyon na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -2
Kariyo na, (ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na) -2
Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na
Ishq da rasta bada kathhin, ye rasta badhhiyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na -4 

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button