Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jaam-E-Mohabbat Aankhon Se Hi
Album Name:  यात्रा
Singer Names: आशा भोंसले,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

aa~
jaam-e-mohabbat - 2 
aankhon se hi pee lete hai dilwale
ek nazar mein mujhko padhkar jee lete hai dilwale
jaam-e-mohabbat - 2 
aankhon se hi pee lete hai dilwale
pee lete hai dilwale
ek nazar mein mujhko padhkar - 2
jee lete hai dilwale

haal-e-dil dilbar nahi kehte unki nigaahen kehti hain - 2
zaahir main toh apne labon ko - 2 pee lete hai dilwale 
ek nazar mein mujhko padhkar - 2 jee lete hai dilwale
jee lete hai dilwale

ishq junoon tak aa jaaye toh deewana ban jaata hai
deewanapan deewanon ka afasana ban jaata hai
deewane toh seh jaate hain ruswaai badnaami bhi - 2
har tauhmat haske apne sir - 2 jee lete hain dilwale
jaam-e-mohabbat aankhon se hi - 2
pee lete hai dilwale - 2

ishq salaamat hai toh aashiq phool khilaaye sehra mein - 2
pathhar ka bhi ?? jigar kar jee lete hai dilwale
jaam-e-mohabbat aankhon se hi - 2
pee lete hai dilwale - 2
ek nazar mein mujhko padhkar - 2 
jee lete hai dilwale - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button