Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jaana Hai Humen
Album Name:  पाँच दुश्मन
Singer Names: किशोर कुमार,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Lata: jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile - 2
Ki: looTenge raahon mein jahaaN bahaar mile
Both: jaanaa hai

La: jab tak chalooN chalti rahooN main baahon ke saaye mein tere
Ki: jaanaa hamen kahaaN ye bhi nahin sochen neend si aaNkhon mein bhare
La: manzil hamen mile na mile teraa pyaar mile
Ki: are jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile
La: looTenge raahon mein jahaaN bahaar mile
Both: jaanaa hai

Ki: mujhe duniyaa mein jeene kaa sahaaraa kaafi hai dil ki lagi
La: kuchh bhi na chaahooN rahe mere liye ye tere honTho ki hansi
Ki: saari duniyaa se lenaa hamen kyaa hamko yaar mile
La: jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile
Ki: looTenge raahon mein jahaaN bahaar mile
Both: jaanaa hai

La: tere sang piyaa paDte hain mere neel gagan pe qadam
Ki: tum ho mere to dharti ghaTaa pe raaz hamaaraa hai sanam
La: ho aaj nazaare sar jhukaa ke sau sau baar mile
Ki: are jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile
La: looTenge raahon mein jahaaN bahaar mile
Both: jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile
jaanaa hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button