Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  जाना है तुझको पिया के अंगना
Album Name:  मेरे बाप पेहले आप
Singer Names: अलिशा चिनॉय,नीरज श्रीधर,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: विद्या सागर
 

Jaana Hai Tujhko Piya Ke Angna
Saja Le Bindiya, Saja Le Kangna
Peehar Se Aayi Kurwaayi Ki
Babul Ki Mehki Angnaayi Ki
Kehthi Hai Goonj Shehnaayi Ki Gori

Peehar Se Aayi Kurwaayi Ki
Babul Ki Mehki Angnaayi Ki
Kehthi Hai Goonj Shehnaayi Ki Gori
Ooo Hooo..Jaana Hai Tujhko Piya Ke Angna
Saja Le Bindiya, Saja Le Kangna

Sun Sun Meri Behna, Kismat Ise Hi Mein Na Aathi Hai Aisi Ghadiyan
Chun Chun Ke Hai Milthi, Mushkilese Hai Khilthi Sehri Waali Ladiyan
Sawar Le Nikhar Le Na Hum Se Laaj Kar Rabandhu Bhula De Tu Kudd Pe Naaz Kar
Tere Mann Bhaaye Sada Tujhko Lubhaaye Sada Tera Mann Chaaha Sajna

Peehar Se Aayi Kurwaayi Ki
Babul Ki Mehki Angnaayi Ki
Kehthi Hai Goonj Shehnaayi Ki Gori
Peehar Se Aayi Kurwaayi Ki
Babul Ki Mehki Angnaayi Ki
Kehthi Hai Goonj Shehnaayi Ki Gori

Dil Dil Miljaathe Hai, Milke Kareeb Aathe Hai Saagaron Se Milthi Nadiyan
Na Tann Se Na Mann Se Na To Kisi Bandhan Se Pyar Se Judi Hai Sadiyan
Kabhi Bhi Na Chute Yeh Dhaga Preeth Ka
Na Chute Yeh Dhaaman Kisi Bhi Neeth Ka
Tujh Pe Bhi Mujh Pe Bhi Chaahye Bas Prem Ras Pal Koi Duja Rakhna

Peehar Se Aayi Kurwaayi Ki; Babul Ki Mehki Angnaayi Ki
Kehthi Hai Goonj Shehnaayi Ki Gori
Peehar Se Aayi Kurwaayi Ki
Babul Ki Mehki Angnaayi Ki
Kehthi Hai Goonj Shehnaayi Ki Gori

Jaana Hai Tujhko….Hai…Piya Ke Angna
Saja Le Bindiya, Saja Le Kangna

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button