Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jaane Naa Jaane
Album Name:  बुज़दिल - १९५१
Singer Names: लता मंगेशकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

jaane naa, jaane naa haay
ye duniya ,jaane naa dil ki lagi
bigadi banaaon, kaise un ko manaaon re
ye duniya, jaane naa dil ki lagi
haay raam, jaane naa dil ki lagi

dil mein rahe woh mere
dil ki naa jaani, haay dil ki naa jaani
kaanto mein ulajhi roye
meri zindagaani, roye meri jawaani
kaise ise sulajhaaon,
mein kaise, mein kaise ise sulajhaaun re
ye duniya jaane naa dil ki lagi
haay raam, jaane naa dil ki lagi

saath sahaare chhute
aas ke taare tute, aas ke taare
kaliyaan to khil naa saki
dil se angaare phute, dil se angaare
aag se aag bujhaun
bujhaun kaise, aag se aag bujhaun re
ye duniya jaane naa dil ki lagi
haay raam, jaane naa dil ki lagi

jaane naa, jaane naa haay
ye duniya jaane naa dil ki lagi

Posted by: p u r n i m a

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button