Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jaane Woh Kaun Hai
Album Name:  भीगी रात
Singer Names: मोहम्मद रफी,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Jaane voh kaun hai kya
Naam hai un aankhon ka
Dil pe anjaani si
Tasveer bana deti hai

Bhuj ke reh jaati hai jab
Koyi tamanna dil mein
Ek chirag Aur Bhi
Chupke se jala deti hai
Jaane Voh Kaun Hai

Mujhko Behlaati Hai
Nashaad Jo Hota Hoon Kabhi
Neend Mein Rang 
Milaati Hai Jo Sota Hoon Kabhi
Jaagta Hoon To
Haaye Jaagta Hoon To
Kayi Khawab Dikha Deti Hai
Jaane Voh Kaun Hai Kya
Naam Hai Un Aankhon ka
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Jab Bhi Uth Ti Hai
Chhalakti Hai Gulabi Ki Tarah
Der Tak Main To
Bahekta Hoon Sharabi Ki Tarah
Kya Kahun Chupke Se 
Haaye, Kya Kahun Chupke Se
Kya Cheez Peela Deti Hai
Jaane Voh Kaun Hai

Roz Milti Hai Voh
Tanha Nahi Rehne Deti
Yeh Hai Baat Aur Ke
Apna Nahi Kehne Deti
Aur Kehdoon To
Haaye, Aur Keh Doon To
Palak Hans Ke Jhuka Deti Hai

Jaane Voh Kaun Haiiiii

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button