Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jaaneman Chupke Chupke
Album Name:  मुस्कान
Singer Names: Udit Narayan,अल्का याग्निक,अनुराधा पौडवाल,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: Nikhil
 

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

Jaaneman, jaaneman, jaaneman, jaaneman
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Haan jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Teri har muskaan mein na jaane kaisa jaadu hai - 2
Bin dekhe hi dilbar tera yeh aashiq beqaabu hai

Main bhi tujhe pal pal mehsoos karti hoon - 2
Teri kasam
Is mausam ki baahon mein, anjaani in raahon mein - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2
Tere hi baare mein dilbar maine subh-o-shaam likha - 2
Har dhadkan pe bechaini mein maine tera naam likha

Main jee nahin sakta hoke judaa tujhse - 2
Jaan-e-vafa
Gulshan mein veeraanon mein, aake mere kaanon mein - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke

Arre jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke

Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button