Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jabse Qareeb Ho Ke Chale (2)
Album Name:  लीला
Singer Names: जगजीत सिंह,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham -2
Khud apne aaine ko lage ajnabi se ham
Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham

Woh kaun hai jo paas bhi hai aur door bhi -2
Har lamha maangte hain kisi ko kisise bhi
Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham

Ehsaas ye bhi kam nahin jeene ke waaste -2
Har dard jee rahe hain tumhaari khushi se ham -2

Kuch door chalke raaste sab ek se lage -2
Mil lega kisi se milaaye kisi se ham -2

Kis mod par haiyaat ne pahoncha diya hamein -2
Naaraaz hai ghamon se na khush hai khushi se ham

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button