Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jadoo Hai Yeh Kaisa
Album Name:  फर्ज
Singer Names: अनुराधा पौडवाल,सोनू निगम,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: Uttam Singh
 

--MALE--
Jadoo hai yeh kaisa, kaisa khumaar hai
Yeh poochta hai dil, kaisa yeh pyaar hai
Kuch roz se, bechain se, betaab thode se
Hum hai, tum ho, hum hai, tum ho

--FEMALE--
Jadoo hai yeh kaisa, kaisa khumaar hai
Yeh poochta hai dil, kaisa yeh pyaar hai
Kuch roz se, bechain se, betaab thode se
Hum hai, tum ho, hum hai, tum ho

--MALE--
Aankhon mein raat jaage, ab neend kyoon na aaye
Yaadon ki bekhayaali mera chain leke jaaye

--FEMALE--
Hum dono hai toote bikhare, hosh kho raha hai

--MALE--
Tumse milke, tumko paake kuch to ho raha hai

--FEMALE--
Tum paas ho phir bhi kya intezaar hai
Yeh poochta hai dil, kaisa yeh pyaar hai

--MALE--
Kuch roz se, bechain se, betaab thode se
Hum hai

--FEMALE--
Tum ho

--MALE--
Hum hai

--FEMALE--
Tum ho

--MALE--
Kaise bataaye tumse kya baat ho rahi hai
Lagtaa hai dhoop meri barsaat ho rahi hai

--FEMALE--
Hum deewane, tum ho paagal, baheke hum hai baheke

--MALE--
Teri saanson ko chhoo chhoo ke meri saans maheke

--FEMALE--
Kaisa hai yeh mausam, kaisi bahaar hai
Yeh poochta hai dil, kaisa yeh pyaar hai

--MALE--
Kuch roz se, bechain se, betaab thode se
Hum hai

--FEMALE--
Tum ho
Hum hai

--MALE--
Tum ho

--FEMALE--
Hum hai

--MALE--
Tum ho

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button