Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jannat Hai Yeh Zameen
Album Name:  रक्त
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Jannat hai ye zameen, oh piya, tere ishq mein -2
Haan…main kya se kya huwi, oh piya tere ishq mein
Apna bana le mujhe apna bana
Sapna saja de mera sapna saja
Bhar le mujhe aagosh mein, kehti hai khaamoshiyaan  

Eh…aa…eh… aa…eh… aa…-2  
 
Jal rahi hoon sharaaron mein, tumne ye kya keh diya…
Bebasi ki ishaaron pe, faisla kar liya
Mehfil hai teri…bas teri, ye dil hai tera..bas tera
Harek disha mein tuhi dikhe, kaisi hai jaadugari…
Jannat hai ye zameen, oh piya, tere ishq mein
Main kya se kya huwi, oh piya tere ishq mein  

Faasle kam ye hone do, keh rahi hai hawa…
Haan khata maine kee hai ji, de do hamko saza
Karoon kya main kya na karoon
Aahein main sanam kyun bharoon
Ye pal mujhe de do sanam, le lo meri zindagi…
Jannat hai ye zameen, oh piya, tere ishq mein
Main kya se kya huwi, oh piya tere ishq mein
Apna bana le mujhe apna bana
Sapna saja de mera sapna saja
Bhar le mujhe aagosh mein, kehti hai khaamoshiyaan  

Eh… eh…eh… aa.. -2  

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button