Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jee Bhar Ke Dekh Loo
Album Name:  दीदार
Singer Names: किशोर कुमार,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

ho, hey hey, ho ho ho hmm
(jee bhar ke dekh looN main tumhen) -2, zulfen idhar kar lo
saaraa jahaaN hai udhar, tum nazar jidhar kar lo
jee bhar ke dekh looN main tumhen

surkhi tere ruKhsaar pe badlegi rang bahaar ke
mahak uThi fizaayen bhi zulf teri sanvaar ke
apni hayaa ki shokhiyaa ab to idhar kar lo
saaraa jahaaN hai udhar, tum nazar jidhar kar lo
jee bhar ke dekh looN main tumhen

hey, ho, ho ho, ha haa
o ho ho ho ho, hey hey hey hey hey
bheege libaas mein badan lagtaa hai jaise gulaab ho
shishe ki paalki mein koi jaise bhari sharaab ho
baahon mein baahen Daal kar dil pe asar kar lo
saaraa jahaaN hai udhar, tum nazar jidhar kar lo
jee bhar ke dekh looN main tumhen

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button