Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jeena Teri Gali Mein
Album Name:  जीना तेरी गली में
Singer Names: S.P.Balsubhramanyam,लता मंगेशकर,S.P.Balasubramaniam,अनुराधा पौडवाल,
Lyricist Name:  Rawinder Rawal
Music Director: Babul Bose
 

anu: sajanaa o sajanaa
baalaa: sajani o sajani
teri baahoN mein hai jannat meri, pyaari nainoN ki do galiyaaN teri
(jeenaa teri gali mein) -2
sajani o sajani
anu: sajanaa o sajanaa
teri baahoN mein hai jannat meri, pyaari nainoN ki do galiyaaN teri
(jeenaa teri gali mein) -2 

baalaa: ye rangin nazaare hain, masti ke ishaare hain
o kahin door chalen baahoN ke sahaare hain, baahoN ke sahaare hain
ye rangin nazaare hain, masti ke ishaare hain
o kahin door chalen baahoN ke sahaare hain
armaan dil ke mil ke pukaare hain, o o o..
(jeenaa teri gali mein) -2

anu: hamko kyaa zamaane se iske rooTh jaane se
baaz nahin aayegaa ye deevaaren uThaane se, o.., deevaaren uThaane se
hamko kyaa zamaane se iske rooTh jaane se
baaz nahin aayegaa ye deevaaren uThaane se
ham to milenge kisi bhi bahaane se, o o o..
(jeenaa teri gali mein) -2
baalaa: sajani o sajani
anu: sajanaa o sajanaa
teri baahoN mein hai jannat meri, pyaari nainoN ki do galiyaaN teri
(jeenaa teri gali mein) -2
sajanaa o sajanaa
baalaa: sajani o sajani
teri baahoN mein hai jannat meri, pyaari nainoN ki do galiyaaN teri
(jeenaa teri gali mein) -2
anu: (sajanaa o sajanaa
baalaa: sajani o sajani) -3

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button