Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jeevan Tumne Diya Hai
Album Name:  बिग ब्रदर
Singer Names: अल्का याग्निक,Udit Narayan,रूपकुमार राठौड़,Sadhna Sargam,Sadhana Sargam,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: संदेश शान्डिल्य
 

jeevan tumne diya hai, sanmbhaaloge tum - 2
aasha hame hai, vishwaas hai
har mushkil se vidhaata, nikaaloge tum
jeevan tumne diya hai, sanmbhaaloge tum
aasha hame hai, vishwaas hai
har mushkil se vidhaata, nikaaloge tum
jeevan tumne diya hai, sanmbhaaloge tum

saaye mein hum aapahi ke pale
satkarm ki raah par hum chale
saare jahaan ki bhalaayi kare
hum na kisiki buraayi kare
iss duniya ke dukhon se bacha loge tum - 2
aasha hame hai, vishwaas hai
har mushkil se vidhaata, nikaaloge tum
jeevan tumne diya hai, sanmbhaaloge tum

har pal agar tumhaara saath hai
phir humko darane ki kya baat hai
kathanaaiyon se na haarenge hum
tumko hamesha pukaarenge hum
apane gale se hame bhi lagaaloge tum - 2
aasha hame hai, vishwaas hai
har mushkil se vidhaata, nikaaloge tum
jeevan tumne diya hai, sanmbhaaloge tum

chhaaya kahin toh, kahin dhoop hai
hai naam kitne, kayi roop hai
har shey mein tum ho samaaye huye
hum sab hain tumhaare banaaye huye
hum jo ruthe kabhi toh manaaloge tum - 2
aasha hame hai, vishwaas hai
har mushkil se vidhaata, nikaaloge tum
jeevan tumne diya hai, sanmbhaaloge tum

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button