Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jis Dard Se Tum Humko
Album Name:  आदमी खिलौना है
Singer Names: अल्का याग्निक,मोहम्मद अजीज,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

ho ho ho...
sajna mere sajna o o o o...
bulbul ne bhi yu gul ko pukara nahi hoga
jis dard se hum tumko diya karte hain awaaz
bechain moghabbat ka kya khub hain andaaz - 2
jis dard se tum humko diya karte ho aawaz - 2
bulbul ne bhi yu gul ko pukara nahi hoga
jis dard se hum tumko diya karte hain awaaz

chahat ke parwaane hain aashiq apna naam  - 2
hum ko tadapne se hi milta hain aaram - 2
anjaam khuda jaane achha toh hain aaghaaz
jis dard se tum humko diya karte ho aawaz - 2
bulbul ne bhi yu gul ko pukara nahi hoga
jis dard se hum tumko diya karte hain awaaz

dil ke lahuse likh di humne prem kahani - 2
tere hawale kar di apni yeh jindagani - 2
afsana likhe humne leke naye alfaaz
jis dard se tum humko diya karte ho aawaz
bechain moghabbat ka kya khub hain andaaz
jis dard se hum tumko diya karte hain awaaz

rangon ka hain mausam khushbu ke hain mele - 2
aake gale lag jao ab kyo rahenge akele  - 2
sach hain nahi bajta sargam ke bina saaj 
jis dard se tum humko diya karte ho aawaz
bechain moghabbat ka kya khub hain andaaz
jis dard se hum tumko diya karte hain awaaz
bechain moghabbat ka kya khub hain andaaz
jis dard se tum humko diya karte ho aawaz

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button