Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Jise Tu Qabool
Album Name:  देवदास (पुरानी)
Singer Names: लता मंगेशकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

jise tu qubool kar le vo adaa kahaaN se laaooN 
tere dil ko jo lubhaa le vo sadaa kahaaN se laaooN 
jise tu qubool kar le 

(main vo phool hooN ke jisko gayaa har koi masal ke 
meri umr bah gayee hai mere aaNsuoN mein Dhal ke) -2 
jo bahaar ban ke barse vo ghaTaa kahaaN se laaooN 
tere dil ko jo...

(tujhe aur ki tamannaa mujhe teri aarzoo hai 
tere dil mein Gham hi Gham hai mere dil mein tu hi tu hai) -2 
jo diloN ko chain de de vo davaa kahaaN se laaooN 
tere dil ko jo...

(meri bebasi hai zaahir meri aah-e-be-asar se 
kabhi maut bhi jo maaNgi to na paayee uske dar se) -2 
jo muraad le ke aaye vo duaa kahaaN se laaooN 
tere dil ko jo

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button