Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Kaash Ke Tujhse
Album Name:  जीना सिर्फ मेरे लिये
Singer Names: के. के.,अल्का याग्निक,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--MALE--
Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey
Kaash ke tujhse main kabhi milta to kya hota - 2
Tujhe na kabhi chain se rehne deta - 2
Na main bhi kabhi chain se yaar sota

--FEMALE--
Kaash ke tujhse main kabhi milti to kya hota
Badha deti had se teri beqaraari - 2
Mere dil ka bhi to sanam chain khota

--MALE--
Kaash ke tujhse main kabhi milta to kya hota

--FEMALE--
Kate kis tarah din, kati kaise raatein
Tujhe main bataati judaai ki baatein
O, kate kis tarah din, kati kaise raatein
Tujhe main bataati judaai ki baatein

--MALE--
Tujhe choom leta main baahon mein bharke
Sabhi zakhm tujhko dikhaata jigar ke
Sabhi zakhm tujhko dikhaata jigar ke, o

--FEMALE--
Kaash ke tujhse main kabhi milti to kya hota

--MALE--
(Agar tujhse itni mohabbat na karta
To tanhaaiyon mein yun aahein na bharta) - 2

--FEMALE--
Ya rab in duaaon mein itna asar de
Meri is tadap ki usse bhi khabar de
Meri is tadap ki usse bhi khabar de, ho

--MALE--
Kaash ke tujhse main kabhi milta to kya hota

--FEMALE--
Kaash ke tujhse main kabhi milti to kya hota
Badha deti had se teri beqaraari - 2
Mere dil ka bhi to sanam chain khota, haan

--MALE--
Kaash ke tujhse main kabhi milta to kya hota

--FEMALE--
Kaash ke tujhse main kabhi milti to kya hota

--MALE--
Hey hey hey hey hey, la la la la
Hey hey hey hey hey hey hey, hey hey hey hey

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button