Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Kaisay Kahein
Album Name:  कैसे कहें
Singer Names: Shaan,
Lyricist Name:  इर्शाद कामिल
Music Director: प्रीतम चक्रवर्ती
 

kaisay kahein, hum hai teri chahton mein gum
kaisay kahein, tum ho mere, tum ho mere tum
khawaashiyon mein zindagi, zindagi mein har khushi
har khushi mein saath mere tum, ho ho ho tum, haan haan haan tum
kaisay kahein, hum hai teri chahton mein gum
kaisay kahein, tum ho mere, tum ho mere tum

thi adhoori aaj puri ho gayi hai zindagi yeh
main hoon saaya, main hoon saathi, tu jahaan pe main wahi pe
pyaar ke khaayal se bhi hai hasin pyaar toh
jana mene aaj tumse milke, kahi na khai to ha honi bhi thi aise baate
kaisay kahein, hum hai teri chahton mein gum
kaisay kahein, tum ho mere, tum ho mere tum

roshni se, khushbuon se bhar gayi hai aaj raahein
zindagi hi zindagi hai, jaati hai jahaan nigaahein
kuch dino se yeh hua hai, lag raha hai sab naya
yara tere dil ne mere dil se, kaha jo suna jo woh teri meri sari baate
kaisay, hum hai teri chahton mein gum
kaisay, tum ho mere, tum ho mere tum
khawaashiyon mein zindagi, zindagi mein har khushi
har khushi mein saath mere tum, ho ho ho tum, haan haan haan tum
kaisay kahein, hum hai teri chahton mein gum
kaisay kahein, tum ho mere, tum ho mere tum

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button