Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Kash Aap Hamare Hote
Album Name:  काश अाप हमारे होते
Singer Names: सोनू निगम,अल्का याग्निक,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Aksar Tanhayi Mein
Is Dil Ne Pukara 
Yeh Soch Ke Hum Ne To
Har Lamha Guzara Tha
Jaanejaan Kehna Tha Aap Se
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote
Aksar Tanhayi Mein
Is Dil Ne Pukara 
Yeh Soch Ke Hum Ne To
Har Lamha Guzara Tha
Jaanejaan Kehna Tha Aap Se
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote

Saamne Baith Ke
Is Chehre Ka Deedar Kare
Ho Saamne Baith Ke
Is Chehre Ka Deedar Kare
Yeh Tamanna Ke
Tumhe Chaahe Tumhe Pyaar Kare
Dil Hi Dil Mein Tumko 
Hum Pyaar Bahut Karte The
Yeh Bhi Sach Hai Ke
Zamane Se Bahut Darrte The
Chaahat Ki Armaan Tha Pyaas Thi
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote

Phool Sehra Mein
Mushkilon Se Khila Karta Hai
Phool Sehra Mein
Mushkilon Se Khila Karta Hai
Aisa Mehboob
Naseebo Se Mila Karta Hai
Mil Gaye Tum Jo Hume
Ab Rabb Se Maange Kya
Ho Apni To Hai Yeh Dua
Ho Kabhi Hum Na Juda
Bechaini Kehti Thi Raat Din
Kash Aap Hamare Hote
Ho Kash Aap Hamare Hote
Aksar Tanhayi Mein
Is Dil Ne Pukara 
Yeh Soch Ke Hum Ne To
Har Lamha Guzara Tha
Jaanejaan Kehna Tha Aap Se
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button