Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  खामोशी में पुकार है
Album Name:  जोधा अकबर
Singer Names: 
Lyricist Name:  जावेद अख़तर
Music Director: A R Rahman
 

Khamoshi Mein Pukar Hain
Aahon Ka Bazaar Hain
Tanha Dil Bezar Hain
Aaja Hum Iss Paar Hain

Sehra Mein Aayi Hai Sham
Dooba Din Karke Salam
Sard Hawa Ka Jhonka Tere Naam
Talwaaron Ko Apne De Aram
Dharti Ke Iss Aangan Ko
Khoon Se Na Rang Daaman Ko
Hona Tha Jo Woh Ho Chuka
Hota Hai Khud Waqt Ganwa
Teekhe Yaadein Bhul He Ja
Ashkon Mein Dubi Hai Kyun Yeh Jaan
Suraj Kal Phir Aayega
Jeevan Chalta Jaayega
Khilne De Armaanon Ka Jahaan
Kyunki Tu Tanha Bhi Nahi Hai Tere Sang Hai Hum
Dil Ke Aankhon Se Dekhe Hain Tujhko Humdam Har Lamha

Mujhko De Aawazein Tu Jab Bhi Chahen Saathi Tu
Jaise Parwat Chhalke Saagar Mein
Baatein Tanhaai Hum Saath Mein
Mushkil Mein Aasani Hain
Takleefon Mein Raahat Hain
Inse Hi Aage Nikal Jaa Tu
Apne Bhi Khoye Tune Aansu Bhi Paaye Tu
Himmat Ko Manzil Dega Tu
Kyunki Tu Tanha Bhi Nahi Hai Tere Sang Hai Hum
Dil Ke Aankhon Se Dekhe Hain Tujhko Humdam Har Lamha

Khamoshi Mein Pukar Hain - 3
Aahon Ka Bazaar Hain
Tanha Dil Bezar Hain
Aaja Hum Iss Paar Hain
Khamoshi Mein Pukar Hain - 3

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button