(Khuda ka shukra hai varna gujarti kaise shaam - 2
sharaab jisne banaayi (use hamara salaam) - 2 ) - 3
ye jeete ji hi karati hai sair jannat ki - 3
isiliye hi to shayad hui sharab haraam - 2
sharab jisane banayi (use hamara salam) - 2
khuda ka shukra hai varna gujarti kaise shaam
ye maikada hai yaha ka nizaam ulka hai - 3
jo ladkhada na saka peeke ho gaya badnaam - 2
sharab jisane banayi (use hamara salam) - 2
khuda ka shukra hai varna gujarti kaise shaam
sharab itani sharifaana cheez hai aadam - 3
ke peeke aadami sach bolta hai subhaho sham- 2
sharab jisane banayi (use hamara salam) - 2
khuda ka shukra hai varna gujarti kaise shaam
|