Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Kis Pe Jaan Dijiye
Album Name:  खुशबू - पंकज उदास
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

In haseeno ka ladhakpan hai wahi ya alla
Hosh aata hai to aata hai jalaana dil ka
Kis pe jaan dijiye har chehara hai pyara chehara - 2
Baag mein phool hai kamare mein tumhara chehara
Kis pe jaan dijiye har chehara hai pyara chehara
Kis pe jaan dijiye

Jab bhi chaahoge akele mein bhulana humako - 3
Aaina todake nikalega hamaara chehara - 2
Baag mein phool hai kamare mein tumhara chehara
Kis pe jaan dijiye har chehara hai pyara chehara
Kis pe jaan dijiye

Kaash wo khidaki phir ek baar hawa se khul jaaye - 3
Kash aankhon nazar aaye dobaara chehara - 2
Baag mein phool hai kamare mein tumhara chehara
Kis pe jaan dijiye har chehara hai pyara chehara
Kis pe jaan dijiye

Kitane chehare the sare rah ke kuchh yaad nahi - 3
Le gaya bhid mein kaon aa ke hamara chehara - 2
(Baag mein phool hai kamare mein tumhara chehara
Kis pe jaan dijiye har chehara hai pyara chehara) - 2
Kis pe jaan dijiye

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button