Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Kisine Bhi Toh Na Dekha
Album Name:  फिल्म हिट्स - पंकज उधास
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Yeh aarzoo thi ke hanskar koi mila hota
Kahin to humse kisi ka dil aashna hota

(Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe) - 2
(Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe) - 2

(Sawa bhi laayi na koi payaam apnon ka) - 2
Suna rahi hai fasaane idhar udhar ke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe

(Mauf kijiye, jo main ajnabi hoon mehfil mein) - 2
Ke raaste nahin maaloom is nagar ke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe

(Woh dard hai ke jisse seh saku na keh paaun) - 2
Milega chain to ab jaan se gujarke mujhe
(Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe) - 2
Nigaah bharke mujhe, nigaah bharke mujhe

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button